Ab Facebook Account marnay k baad bhe qabile istimaal?
Facebook ka aik ano ka feature. Ap sooch rahay hongay k marnay k baad hamaray Facebook Account ka kya hoga? Tau aaj ap logo k sath me aik ano ka feature share karnay wala hon jis me ap ko deatail k saath bataonga.
Facebook ne aik aisa feature mutarif kia hai k marny k baad apka koi aisa qareebi friend jis ko ap ye permission do k ap marnay k baad meray account ko access kar pao gay.
Likin wo srif ap ka Profile Picture aur Friend Request ko accept kar saktat hai, ap ka message waghera nahi parh saktay, yani ap ka personal data ko wo access nahi kar patay.
Ye permission ap kaha se de saktay ho? Is k liye ap ne apnay Facebook k settings me jana hai aur wahan se Account Settings ko select karna hai pher Account Ownership and Control par jana hai aur waha se Account Memorialisation Settings ko select karna hai.
Aur wahan se apnay kisi Friend ko add karna hai. Bus hogya apka account memorialize!!!!

How to control Facebook account of dead person?
Reviewed by Author AR
on
October 25, 2018
Rating:
No comments: